Re: Hanibal...
janab app tu hamaray puranay karam farma haiN itni jaldi bhool gay
woh mubahisay
woh mughalatay
woh, palaT ker jhapTna
jhapT ker palTna
woh mods key ah'wazari
woh admins ley bechargi
woh hadees-e-ln taraani
woh pms main bataiN kerna
woh hulchul, woh mastiyaaN
kuch yaad aya janab, abju ka kiya haal haiN
BTW i am here with different ID