Hanibal...

yes !

but I cant recall your id ?

Re: Hanibal...

janab app tu hamaray puranay karam farma haiN itni jaldi bhool gay

woh mubahisay
woh mughalatay
woh, palaT ker jhapTna
jhapT ker palTna
woh mods key ah'wazari
woh admins ley bechargi
woh hadees-e-ln taraani
woh pms main bataiN kerna
woh hulchul, woh mastiyaaN

kuch yaad aya janab, abju ka kiya haal haiN

BTW i am here with different ID

Re: Hanibal...

hahaha!

khan amer bhai zindabad!

Re: Hanibal...

^^ Shhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

yahaaN iss naam say mujhay koy nahi janta

Re: Hanibal...

net ke duniya bhi "gol" hai akhir !

wow!

Mulla!