Larkay ko taleem say koi dilchaspi neheen hai. Is liey hum nay socha hai kay isay is saal Film Industry main bharti kara dain…
10, 12 filmain sign kar chuka hai… aur khud bhi aik bari film hai…
Bus yeh samjho kay larkay ka **mustaqbil bohut roshan hai **(uski shakal ki tarha:bobo:).
Rishta jald say jald kara do. KAHEEN DAIR NA HO JAE:punjabi:. Kiyonkay Dubai main har size ki Filpino aur Chinese bacchiaan is kay peechay pari hain.
Rishta submit karanay ki aakhri tareekh 30th April, 2006 hai…
Kiyoonkay is kay baad iski KG1 ki classes shuroo hojaengi aur woh apni studies main zabardasti busy kar dia jaega:smash: aur biwi ko attention neheen day paega. Phir hum say gila na karna kay larka hathon say nikal gaya hai…
Larkay ko jahaiz main kuch neheen chahey… Laikin Saas/Susar ka maaldaar hona zaroori hai… Maali support Dollars ki soorat main accept ki jaegi… Pakistani rupees ko avoid karna behtar hoga…
Larkay kay baray main mazeed maloomat uskay direct No. par kar saktay hain:hugz:, ( agar woh free milay to…! ).