HAMLAAA!!

Aap ney apni purani qaid fauj ko jama kar liya? Good, hamey jamadaaron ki zaroorat thee, ab woh poori hogayi :smokin2:

Billi :naraz: Itney dino baad aao gee tou tumhe khaak khabar hogi k yahan hua kia tha :smilestar: Badshah salamat ka takht ulat diya jaa chuka hai, woh ab qaid mein hain aur Ehsan ney mujhe dictator bana diya hai. Isliye mujh sey bana kar rakho :shikra: