:aq: hum biliyoon ke zubaan nahi samajhtay
badtameez sharam karo larki .. is say pehlay ke hamara haath uth jae hamari nazroon say door hoja:aq:
pehlay hukumat wapis hasil karnay do ghustaakh:naraz:
:aq: hum biliyoon ke zubaan nahi samajhtay
badtameez sharam karo larki .. is say pehlay ke hamara haath uth jae hamari nazroon say door hoja:aq:
pehlay hukumat wapis hasil karnay do ghustaakh:naraz:
You mean badshah salamat haamla hain? ![]()
Aisa zulam matt keejiye gaa aalijah, abhi naha kar nikla hoon aur neechey kuch nahi pahna hua
Aagey aapki marzi ![]()
Re: HAMLAAA!!
oh,abhi tak hukumat nahi milli......hum aap par nazar rakhain gain jaldi wapis lain
nehe ap hath otaha lo or sedha kero gooooood ye lo ab ![]()
yaar badtamizi ki baatain naa karo … wo to pait nikla hu’aa hai oon kaa kyun ke briryani aur qorma khaane kaa bohut shouq hai oon ko
badtameez!!![]()
ek minute sabar karo phir tumhein dekhtay hain hum
jee nahi
":aq: beta ghar jao yahan jang honay wale hai
Re: HAMLAAA!!
yahan per 1 min baad kia hone laga hai.........
Re: HAMLAAA!!
kuch hona tha magar ab do minat baad:aq:
Re: HAMLAAA!!
ok,waiting.......
Re: HAMLAAA!!
koe nehe jeb u ko mar pere geh meyn nehe haso geh ![]()
Sorry, mein abhi tv par aik show dekh raha tha k aik larka…larki bann gaya (operation karwa kar), tou mein samjha shayad…
Badshah salamat (dekha, mein dil sey abhi bhi aapko badshah maanta hoon), mujhe lagta hai jail ki garmi kha kar aapki khopri sathya gayi hai :no: pahley tou aap sab ko “aap” kah kar bulaatey they, ab aap “tum” par utar aaye hain ![]()
hum apni fouj ko jama karnay gae the
humein koi izzat nahi deta to hum kyun dein
Re: HAMLAAA!!
aisa koi zindagi mein ayee
Re: HAMLAAA!!
yahaan kia hoing??![]()
ye shikrey ke to kuch ziada hi par nikal aye hain:hmmm:
badshah salaamat is ke par katwaye jain ![]()
Re: HAMLAAA!!
jaan meri jaa rahi sanam
hum aagae hain:shikra:
Re: HAMLAAA!!
ji aap kaun:blush:
Aap ney apni purani qaid fauj ko jama kar liya? Good, hamey jamadaaron ki zaroorat thee, ab woh poori hogayi ![]()
Billi
Itney dino baad aao gee tou tumhe khaak khabar hogi k yahan hua kia tha
Badshah salamat ka takht ulat diya jaa chuka hai, woh ab qaid mein hain aur Ehsan ney mujhe dictator bana diya hai. Isliye mujh sey bana kar rakho ![]()
humein laga keh ek hum hi hain jisay shikra ke par dikhay
:aq: shikra ki hajamat ka waqt kareeb aa gea hai ab
Bili ko haath na lagiyee:mad:
BILLI is ki wardi nouch lo:shikra:
:aq: ab deekhiye ke jamadar koun bantay hain.bili medaan main aa chuki hai:jhanda:hum yeh jang bili ke balbootay pe jeetay ge
*billi ko zarra bakhtar pehnaying