Hamey (mutlab me).... *first poem*!!!!

some one said it sucked.

:frowning:

:k: bahut qoob Rockistan

can't do the long ones....time consuming

Nice.. :k:

Re: Hamey (mutlab me)… first poem!!!

:eek: :eek:
Damn !! lolz wah wah !! Akhir likh hii leya!! very nice keep it up!!

nice 1…:flower1:

THANKS!!! it was written for some one very special :)

awwww, thank you. :blush: :blush: :blush:
I love it!! :slight_smile: hehe

Re: Hamey (mutlab me).... first poem!!!!

[QUOTE]
*Originally posted by RoCKiSTaN: *
Is dil ko har pal satati hai unki yaad ...
Par unke na aane ki ham kisse kare fariyaaaad....

Yaaaad unki kabhi hansati, kabhi rulati hai hamey ...
Unki pyari surat har pal nazuar aati hai hamey...

:)
[/QUOTE]

us shaam vo ruKhsat kaa samaa.N yaad rahegaa

us shaam vo ruKhsat kaa samaa.N yaad rahegaa
vo shahar vo kuuchaa vo makaa.N yaad rahegaa

vo Tiis ki ubharii thii idhar yaad rahegii
vo dard ke uThaa thaa yahaa.N yaad rahegaa

ham shauq ke shole kii lapak bhuul jaaye.nge
vo shamaa-e-fasurdaa kaa dhuaa.N yaad rahegaa

kuchh miir ke abyaat the kuchh faiz ke misare
ik dard kaa thaa jin me.n bayaa.N yaad rahegaa

jaa.N baKhsh sii thii us gul_barg kii taraavaat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.N yaad rahegaa

ham bhuul sake hai.n na tujhe bhuul sake.nge
tuu yaad rahegaa hame.n haa.N yaad rahegaa

Keep it up

Saqi