hazaaar meel lambi musafatain…
woo tamaam shab ki batain…
woo hamari sitaroon…
main mulaqaatain…
hamesha yaad rakhoon ga…
woo meray maazi ki…
har talakh yaad ko mita dena…
mujhay zindagi ki janib bula lena…
tera mujh ko smaait lena…
hamesha yaad rakhoon ga…
main chaand ka tamanayee…
bananana nahi chahta…
main khuwab ko haqeeqat banana nahi chahta…
kion k chand or khuwab ko…
hum sirf dekh saktay hain…
paaa nahi saktay…
lakin ayee meray maseeha…
main tujh ko or teri maseehayee ko…!!
hamesha yaad rakhoon ga…
Re: hamesha yaad rakhoon ga
Ala.......
Re: hamesha yaad rakhoon ga
Ala.......
Thanks for liking.
Re: hamesha yaad rakhoon ga
Nice Sharing!!
Re: hamesha yaad rakhoon ga
lajawab :k: