Hamesha deer kar dea hoon main her kam
karney main
zaroori baat karni hoo, koi wada nibhana ho
ussay awaz deni ho,ussay wapus bulana ho
hamesha deer kar deta hoon main
madad karni ho us yaar ki dharus dandhana ho
buhat darina rastoon per kissi say milnay jana hoo
hamesha deer kar deta hoon main
badaltay mosum ki seair main dil ko lagana ho
kissi ko yaad rakhna ho,kissi ko bhool jana ho
hamesha deer kar deta hoon main
kissi ko maut say pehlay kissi gum say bachana ho
haqeeqat or thi kuch ,yeh ja kay batana ho
Hamesha deer kar deta hoon main her kam
Karnay main
shared by waseem