Hamen wo na milla

*Jis ki arzoo thi wo kabhi na milli

barson jiska intizar kia wo kabhi na milli

ajeeb kheel hai ye muqaddar ka

kisi ko hum na milly aur hamen wo na milli*

Re: Hamen wo na milla

YahaaN kisi ko kuch hasb-e-aarzu na mila
kisi ko hum na miley aur hum ko tu na mila

Bashir Badar

Re: Hamen wo na milla

both of you are good but Waleed ap ki sciece samajh nhi ai k shuru mai milli or end mai milla :omg: “laila nazar ata hai,majnu nazar ati hai” :cb:

Re: Hamen wo na milla

:slight_smile:

Ab sahi hai :emmy:

Baatein bhut ati hai apko waisay :emmy:

Re: Hamen wo na milla

oops ap to dil pe he le gay…mene to awain kaha tha :blush:

Re: Hamen wo na milla

Meine bhe awain he kaha tha Dil per nhe liya :D