hamein kyaa yaaD rakhei'N ge zamaane waale

*hamein kyaa yaaD rakhei’N ge zamaane waale
ham ne kabh yaaD rakhe hai’N jaane waale

ham se kyaa manzil kaa patta poochte ho
khuD bhi na jaante the rah hamko dikhane waale

wo the ke shetaa’N bhi panah maangtaa thaa
aur ham the unein dost banaaein waale

naaznei’N gul_rukh doshiizaaein kya hain
ham hain khuD se bhi sharmaane waale

unke sang eik ghaRhi bhi nabhaa na sake
mujh se saad_lu taoRh nibhaane waale*


(¯`~!..Hâm…IbT£dâ_ë_I§hq…mëiñ…Añjaam…Högey…!~´¯)©²°°²

nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )