Karon kuin na hamd o snan OS KHUDA ki
K jisne mujhy har khushi aata ki
Kiya darguzar meri har khata ko
Yun mujh par “MEHARBANI” ki inteha ki
Mein karta rahon ga tera shukar MOLA
Meri zindagi ne jab tak “WAFA” ki
Mujhy hai barri aas Bakshish ki OS se
REHAM karna seefat hai mere ALLAH ki…