Andheri raat mai shama jalana bhool jatey ho
Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
Tumhari ik yahi aadat preshan hum ko rakhti he
Nazar mai aa tu jate ho samana bhool jatey ho
Tumhare hath mei akser gulabi phool dekhain hein
Hamari raah mai akser bichana bhool jatey ho
Tumhain tu lot jane ki akser fiqr rahti he
Magr jab lot jate ho to ana bhool jatey ho
Suna he tum hatheli per hamara naam likhte ho
Magr jab hum se milte ho tu dikhana bhool jatey ho
ASA
2
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
bouhat umda :k:
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
v nice :)
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
very sweet sharing alimani
Koyal
7
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
nice 1 mani :)
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
tht is simply awesome.. lubly.. gr8..
Daanie
10
Re: Hamari yaad aati he bulana bhool jatey ho
nice sharing :)