Lets share some poetry which talks about:
gaon, mitti, kachi galiyan, kache ghaRe, rahat, parinday, reet rivaaj rasmen, etc. matlab ke desi punne ki shayri
Re: Hamari Mitti ki shayri
Re: Hamari Mitti ki shayri
Re: Hamari Mitti ki shayri
Re: Hamari Mitti ki shayri
Sometimes Baichna he Parta Hay :hinna: JahaN Buhat Say Baich Aay to Ek Din ho Sakta Hay Hum Sub bhi :bummer:
Re: Hamari Mitti ki shayri
:emmy:
ehsan
November 16, 2014, 9:29am
11
Re: Hamari Mitti ki shayri
**Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooo…
Jindgi Ke Beete Lamho Ko Jaise..
Phir Se Dauhra Raha Hoon…
Kuch Kadmo Ke Faaslon Pe..
Ek Bachha Khelta Nazaar Aaya Hai..
Maine Jab Poocha Kon Ho Tum..?
Usne!! Mera Hi Naam Batayaa Hai…**
**Us Peepal Pe Zhule Aaj bhi Zhule Jaate Hai..
Nadi Ke Us Kinaare Kapde.. Aaj bhi Dhoye Jaate Hai..
Waqt Kehta Hai.. Mein Tere Liye Theh-raa Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
****Woh Dhooli Hawaayein..
Mujhe Aaj Bhi Yaaad Dilaayein
Mera Ghar Se Door Jaana…
Maa Ko Sataanaa…
Dosto Ko Bulaanaa…
Woh Behnaa Ka Gale Lagaana…
Woh Raaton Ko Chaubaare Mein Batiyaana..
Har Apna Kehta Me Ab Bhi Yaha Hoon..
Tera Intazaar Kar Raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Woh Ghar Ke Darwaaze
Woh Khuli Khidkiyo Ka Khadakna ..
Woh Sawaan Ka Aana..
Woh Badraa Ka Chaana.
Woh Boondon Ki Taal Par..
Mor Ka Nachnaa..
Woh Saundhi Sundhi Subah Ke Sang..
Koyal Kaa Gaanaa..
Sab Jaise Theh-ra Ho..
Mujhe Kuch Keh Raha Ho…
Jaise Mujhe Bulaa Raha Ho..
Woh Ghar Yaad Dila Raha Ho..
Har Dastoor Har Zanzeer Todta Chala Jaa raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Bas Mein Aa Raha Hoon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…**
Re: Hamari Mitti ki shayri
I hope one day I’ll return back I hope :hinna:
Re: Hamari Mitti ki shayri
ehsan:
**Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooo…
Jindgi Ke Beete Lamho Ko Jaise..
Phir Se Dauhra Raha Hoon…
Kuch Kadmo Ke Faaslon Pe..
Ek Bachha Khelta Nazaar Aaya Hai..
Maine Jab Poocha Kon Ho Tum..?
Usne!! Mera Hi Naam Batayaa Hai…**
**Us Peepal Pe Zhule Aaj bhi Zhule Jaate Hai..
Nadi Ke Us Kinaare Kapde.. Aaj bhi Dhoye Jaate Hai..
Waqt Kehta Hai.. Mein Tere Liye Theh-raa Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
****Woh Dhooli Hawaayein..
Mujhe Aaj Bhi Yaaad Dilaayein
Mera Ghar Se Door Jaana…
Maa Ko Sataanaa…
Dosto Ko Bulaanaa…
Woh Behnaa Ka Gale Lagaana…
Woh Raaton Ko Chaubaare Mein Batiyaana..
Har Apna Kehta Me Ab Bhi Yaha Hoon..
Tera Intazaar Kar Raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Woh Ghar Ke Darwaaze
Woh Khuli Khidkiyo Ka Khadakna ..
Woh Sawaan Ka Aana..
Woh Badraa Ka Chaana.
Woh Boondon Ki Taal Par..
Mor Ka Nachnaa..
Woh Saundhi Sundhi Subah Ke Sang..
Koyal Kaa Gaanaa..
Sab Jaise Theh-ra Ho..
Mujhe Kuch Keh Raha Ho…
Jaise Mujhe Bulaa Raha Ho..
Woh Ghar Yaad Dila Raha Ho..
Har Dastoor Har Zanzeer Todta Chala Jaa raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Bas Mein Aa Raha Hoon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…**
Yeh Aap Nay Khud Likhi Hay
Re: Hamari Mitti ki shayri
ehsan:
**Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooo…
Jindgi Ke Beete Lamho Ko Jaise..
Phir Se Dauhra Raha Hoon…
Kuch Kadmo Ke Faaslon Pe..
Ek Bachha Khelta Nazaar Aaya Hai..
Maine Jab Poocha Kon Ho Tum..?
Usne!! Mera Hi Naam Batayaa Hai…**
**Us Peepal Pe Zhule Aaj bhi Zhule Jaate Hai..
Nadi Ke Us Kinaare Kapde.. Aaj bhi Dhoye Jaate Hai..
Waqt Kehta Hai.. Mein Tere Liye Theh-raa Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
****Woh Dhooli Hawaayein..
Mujhe Aaj Bhi Yaaad Dilaayein
Mera Ghar Se Door Jaana…
Maa Ko Sataanaa…
Dosto Ko Bulaanaa…
Woh Behnaa Ka Gale Lagaana…
Woh Raaton Ko Chaubaare Mein Batiyaana..
Har Apna Kehta Me Ab Bhi Yaha Hoon..
Tera Intazaar Kar Raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Woh Ghar Ke Darwaaze
Woh Khuli Khidkiyo Ka Khadakna ..
Woh Sawaan Ka Aana..
Woh Badraa Ka Chaana.
Woh Boondon Ki Taal Par..
Mor Ka Nachnaa..
Woh Saundhi Sundhi Subah Ke Sang..
Koyal Kaa Gaanaa..
Sab Jaise Theh-ra Ho..
Mujhe Kuch Keh Raha Ho…
Jaise Mujhe Bulaa Raha Ho..
Woh Ghar Yaad Dila Raha Ho..
Har Dastoor Har Zanzeer Todta Chala Jaa raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Bas Mein Aa Raha Hoon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…**
Yeh Aap Nay Khud Likhi Hay
Re: Hamari Mitti ki shayri
@Southie ; @KKF ; please translate
Re: Hamari Mitti ki shayri
@Southie ; @KKF ; please translate
Re: Hamari Mitti ki shayri
Yeh Double Post KeoN Ho Rahi Hay
Re: Hamari Mitti ki shayri
ehsan:
**Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooo…
Jindgi Ke Beete Lamho Ko Jaise..
Phir Se Dauhra Raha Hoon…
Kuch Kadmo Ke Faaslon Pe..
Ek Bachha Khelta Nazaar Aaya Hai..
Maine Jab Poocha Kon Ho Tum..?
Usne!! Mera Hi Naam Batayaa Hai…**
**Us Peepal Pe Zhule Aaj bhi Zhule Jaate Hai..
Nadi Ke Us Kinaare Kapde.. Aaj bhi Dhoye Jaate Hai..
Waqt Kehta Hai.. Mein Tere Liye Theh-raa Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
****Woh Dhooli Hawaayein..
Mujhe Aaj Bhi Yaaad Dilaayein
Mera Ghar Se Door Jaana…
Maa Ko Sataanaa…
Dosto Ko Bulaanaa…
Woh Behnaa Ka Gale Lagaana…
Woh Raaton Ko Chaubaare Mein Batiyaana..
Har Apna Kehta Me Ab Bhi Yaha Hoon..
Tera Intazaar Kar Raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Woh Ghar Ke Darwaaze
Woh Khuli Khidkiyo Ka Khadakna ..
Woh Sawaan Ka Aana..
Woh Badraa Ka Chaana.
Woh Boondon Ki Taal Par..
Mor Ka Nachnaa..
Woh Saundhi Sundhi Subah Ke Sang..
Koyal Kaa Gaanaa..
Sab Jaise Theh-ra Ho..
Mujhe Kuch Keh Raha Ho…
Jaise Mujhe Bulaa Raha Ho..
Woh Ghar Yaad Dila Raha Ho..
Har Dastoor Har Zanzeer Todta Chala Jaa raha Hoon..
Mere Gaon Ki Sadak Par..
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…
Bas Mein Aa Raha Hoon…
Mein Chalta Chalaa Jaa Raha Hooon…**
Jindagi ko Zindagi to bana lete
Re: Hamari Mitti ki shayri
same here :hinna:
Re: Hamari Mitti ki shayri
ye to jaessay humray gaon ki hi baat ki gai ho