I like him very much. Unka naam Qari Saeed hai. Unki darhi our baal sufaid hian. wo bilkul santa claus ke jaisay lagtey hain, lekin hamesha white dress pehentey hian. Wo hum sab ko achey kaam karney ko kehtey hain our burey kamoon se mana kartey hian. Mujhey un se shoro main dar lagta tha, lekin wo bohat sweet hian, he has a smiling face. Mujhey namaz parhna acha lagta hai. wo numaz ke baad achi batain bhi batatey hian our kabhi hamain ghalat kamoon per dantey bhi hian.
Unkey do grandkids wo bhi bohat payarey hian. kabhi numaz ke bad wo apney kids ko masjid main le atey hian our un ke saath kheltey hain. Sab log bhi unko dekh kar khush hojatey hian. kabhi main muhalley ki dokan per jata hoon tu wo bhi apney grandkids ko wahan se ice cream le kar detey howay nazar atay hian. Mujhey bhi ice cream bohat pasand hai. Main bhi ice cream shouk se khata hoon.
Eid waley din main naha dho kar achey kaprey pehn kar namaz parhney jata hoon. wo bohat achi namaz parhatey hian Namaz parhney ke baad sab log Qaari sahab se galey miltey hain. Maira bhi un se galey milney ko dil karta hai, lekin wahaan bohat ziada log hotey hian ju unsey galey mil rahey hotey hain main door khara ho kar dekhta rehta hoon, phir akhir main sochta hoon ke Qaari sahab itney ziada logon se galey mil ke tang aa chukey hoon gey.. ab unki umar bhi tu ziada hai … main dil mian sochta hoon ke agli eid pe jaldi namaz parhney jaoonga our sab se pehley un se galey miloonga :insha:
We used to write these kinds of essays in class 5th
“Mera Dost”
MeraY dost kaa naam Kareem hai. Kareem bahut acchaa laRka hai. uss kee sirf dau TaaNgaiN, kam az kam dau haath, zaidah saY ziadah aik naak, aik moo, aur dau aankahaiN haiN… uss kay dau kaan bhee haiN jinn maiN saY aik saY woh baat suntaa aur doosraY saY nikaalnaY kaa kaam leta hai… Imtehaan maiN Kareem mera bahut khiyaaL rakhtaa hai… mujhaY har exam maiN cheating bhee karwaata hai:hugz: pharraY istemaal karnaa, kartoos chalaanaY kaY nit naYe tareeqaY eejaad karnaa Kareem kaY baaYeN haath kaa khail hai kiouN kaY woh “khabba” [lefty] hai
Kareen tu acha larka hai. uss kee sirf dau TaaNgaiN, kam az kam dau haath, zaidah saY ziadah aik naak, aik moo, aur dau aankahaiN haiN… uss kay dau kaan bhee haiN jinn maiN saY aik saY woh baat suntaa aur doosraY saY nikaalnaY kaa kaam leta hai:confused:
my moulwi saab’s name was naik muhammed. he used to bring a beating stick with him when he came to teach me qura’an at the exact same time, when rugrats would be on. he used to wear a long white thoub. he always had a miswaak in his mouth. his fingers were hairy, and one time he hit me because i couldnt pronounce ‘qal qala’. i told my abbu, who told him not to hit me anymore. the day i finished the qura’an, he didnt bring his beating stick, and brought me a collection of books on the lives of the prophets.