dekho cafe me, ik bar phir humko soona aya
dekhe jo khamoshi, hamme bar ha roona aaya 
Kehte the lois lane, ab kar bhi dou usko ban
charha khumar ko bukhar, musmus ko roona aya 
PA mai macha he ghadar, data ne kya fisaad
Captain tu nikal gaya, Ravage ko roona aya 
hota he wahan pe shor, bartan ho jahan pe chaar
Lifeless tu hans de, Mirchi ko roona aaya 
ho baat jab IT ke, teggy yaad aya her baar
Navaid tu choor gya, xeno ko roona aaya
hey shadiyon ka mosam, bachon ke pari pukaar
Sheen tu hanste rahe, Nikki ko roona aaya
Howai WO ik din. jab aafis me apnai locked-in
Tillo tu khoob hansa, Zobo ko roona aaya 
texton ke ju hoi bharmaar, munni ne ki ik entry
Milly ne tu kya shughal, par Ahmed ko roona aaya
teen din se, aate nahi yahan par bijli
Chulha tu koyle se jala, Nalqai ko roona aaya. 
filbadeh Shaire By NalQa Cafistani. 
Re: hamare shairi
HOW CUTE, and im mentioned, even cuter:blush:
Re: hamare shairi
Howai WO ik din. jab aafis me apnai locked-in
Tillo tu khoob hansa, Zobo ko roona aaya

someone call ehsan ji here 
Re: hamare shairi
NalQa bhai bohet achay:layd:
bhai aah neh toh bartan baradari kah naam roshan kar diayh
Re: hamare shairi
ye kia hey,Pani Na Nalqa?
Rabt Hey Thora, wazan hey Halka
Kis Kis Misrey Ko Main Pakroon
Koi Idher Gira, koi Udher hey Dhalka
Batoon Ko shairoon main Keh Jana
Babu Bhai ka hey Malka.
Re: hamare shairi
wah Kia poetry ki hai bay hisaab:D
a7mado
18
may roya?!?
excellent job!, all you utensils are making Gup Shup a better place, I
your efforts!.