hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

hum un say kuch ahem mozooh pe guft o shanaas karna chahte hain:hmmm:

Anar-kali ko bhi hazir kiya jae ,humara dil raks deknay ka hai:shikra:

magar os say pehlay darbar lagaya jae ,hum apnii re’aya ki faryaad sunein ge:yawn:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

aala huzoor ghustakhi maaf,magar ye aapki ibadat ka waqt hai.Aap jaa kar ibadat kijiye.

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

:hmmm:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Ali jaaj, aap ki retirement ki khabar paa’onn to kuch arz karoon

its not Guft o shanaas .. its guft o shuneed

and there is no ‘h’ at the end of Mozoo

aap nay urdu kyaa Bhains colony kay school may seekhi thee ?

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

:aq: jo seekha hai aap ke hi nawazish hai

Ap bhains colony main parhein hain?:hmmm:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

YOu again :mad:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Zil-e-Subhani, aap kay munh pay laanat bhaijooN to arz karooN

app awwal number kay chichoray haiN

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

:blush: aap sharmatay hue kuch ziada laal ho jati hain naseema

:shikra: hum bare dil k malik hai

apnay ustad ko mahal say neechay phainkna ek badshah ki shaan nahi

aur phir dohratay hain jo seekha hai aap say hi seekha hai:hmmm:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

bhens coloney mein Pakistan kee one of the best computer science university hai
thts National univeristy **FAST
**http://khi.nu.edu.pk/

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Aap ain’daa yeah chichoree qsim ki smilies bhaijnay say guraiz karaiN Ali Jah.

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Pakistan kahan hai:mad: hum os ko bhi fatah kar ke apni hukumat wo waseeh karein ge:jhanda:

maaf ki jiye mohtaram

:aq: humein aaisa kyun lag raha hai k aap hamaray sabr ka imtehaan le rahe hain?

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Pakistan ranchore line key baju mein hai

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Ali jah ko ghalt fehmi hoo’ee hai ..

Bundaa aap kay saabr kaa imtehaan lainay kee ghustakhi kaisay ker saktaa hai

Khadim to bus aap kay khidmat guzaaroN main shamil hona cha’etaa hai, fourn , abhi abhi .. isi waqt

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

:o sipahiyon is ko le jao

namakool bolta bohat hai:mad:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

humeinkaisay yakeen karein ke aap wafadaar sabit hoonge?:aq:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Hazrat ko kiyaa suboot chaa’hee’yay

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

bilkul:snooty:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

App farmaa’ain , kaisaa suboot paish karooN

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

agar aap saandh say larai main jeet jain ge to hum aap ko apna salahkaar rakh lein ge:hmmm:

Re: hamaray wuzraa jaldi hazir hoon

Saandh? is that the name of your spouse :smiley: