Hamaray chaley jaanay kay baad

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

birmingham :p

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

Kahan gaya???:crying:

Tit for tat

Pehle tum ne us ki parwah na ki

Ab use tumhari parwah nahi:crying:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

rait kaise poochey gi :hehe:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

awww sad...keep on w8ing..may b he willl come back some day :(

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

wo rait aik office bnaney main use ho gye hy. ab nei poochti

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

Ab us office mein se echoing hoti hogi:crying:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

I’m tinking rait pe likha huwa fakhira kaisa lagta hoga :hehe:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

fakhira jaisa

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

Fakhira ka naam rait per nahin aasman per likha jata hai. :snooty:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

uncle kheyalon main badlon sy Fakhira aunty ka naam bnaty hain

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

:emmy:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

I like the spirit.. waise aasman pe likhne ke liye konsa pen use karte hain

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

:chilly:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

:rotfl:

Badlon main tera chehra nazar aata hai
Kisi roz baras ja mere soone aangan main

Aadab arz hai.. taza aamad hui hai

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

:omg:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

Kul jub NASA ka rover Mars per utra tha toh wahan bhi Fakhira ka naam likha howa tha. :snooty:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

ap k sapnoN main :hmmm:

Re: Hamaray chaley jaanay kay baad

:ast: ab ye mat kehiye ga ke NASA wale Mareekh pe Fakhira ko dhoondne gae the.. aap ki gumshuda cheez maine kal dhoondh ki de di thi :snooty: