Hamara Mulk azaad karo!!

Yes :YES!:

Aur aapko faulaadi jism? :omg: Badshah salamat, rassi jal gayi magar ball nahi gaya :nono: Jaanta hoon aap abhi jhatkey mein hain aur apni nayi jagah tasleem karney sey inkaar kar rahey hain, lekin fikar na karein, aapko yahan har qism ki sahoolat muhaiyya kee jaye gee, aap hamarey khaas mehmaan hain :shikra: