macher ne humko kaata wo uska junoon tha
humne khujlii ki wo humaraa sakoon thaa
chah ker bhi humneh usey nahin mara bcoz
uski ragon mai bhi humara hi khon tha
Re: Hamara Khoon Thaa
wah wah
Re: Hamara Khoon Thaa
sun ke teri baat
dil chahta hai ke
tere mun pe maroon lat :D
Re: Hamara Khoon Thaa
kyaaaaaaa baat hai ji tuaaaaadi......Chaaaaaaa gaye ho..
Re: Hamara Khoon Thaa
wah wah wah