hAmAra hOtA

shaam ko prindon ki tarah laut aata
muntazir agar koi hamara hota
chand taron ki talab kisy thi
bas roshni k leay aik sitara hota
hum mein shayad koi kami thi
warna zaroor koi hamara hota
sari dunya ki tamana kis ko thi
hum ne cha tha bas itna
k woh shakhs hamara hota

Re: hAmAra hOtA

qismat me jo nahi likha hota nahi milta us k liay afsos na karen
jo likha hy uska wait karen phir uski qadr karen

Re: hAmAra hOtA

**hum mein shayad koi kami thi
warna zaroor koi hamara hota

:k:

kuch kami hum hi main reh gai warna
bewafaon si us main nishani na thi koi
**

Re: hAmAra hOtA

:lajawab: