Hamara ho ke agar bichhaRta.....

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

yi bandah kia ker raha hy soch raha hy ya namz per raha hy:konfused:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

donon ek hi silsile ki kaRi hain jab fani mehboob ko bare main soche ga to to uss iztaraab kahenge aur lafani mehboob ke bare main soche ga to uss ibadat kahen ge

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

tawz k hote huay bhi uska yi haal ho gaya

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

asif urf naqli aamil baby se liye huwe taweez kaam nahin karte

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

naqli baba kia ker raha hy
baby se baba ho k azab me agaey hamto

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

Chunri Babu bana Ranjha

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

sindh me to PUNNO rehta tha

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

:nono: Punnu was from Balochistan (Kech Makraan)

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

raanjha bhi konsa sind se tha vo JHANG se tha
sindh me kon tha

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

Sindh main Altaf Bhai hai :hbk:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta.....

kia vo mara hua hy

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

Main Ranjha nahi hoon:no:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

kaan check karao

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

hamen pata hai aap ek badnaseeb dulhan hai :hehe:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

ghunghat nikal leti
yi baat to na sun,ne ko milti

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

:hayaa:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

GS baby part 6 paRho

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

sindh me kon tha :hbk:

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

Aap ja k baith jain wahan

Re: Hamara ho ke agar bichhaRta…

to phirb yahan kon bethe ga jahan me hun:femme: