Jahan Hum Kuch Logoon Key Nafartoon Ko Bhula Naheen Patay, Wahan Kuch Loogoon Key Muhabatoon Ko Hamaisha Yaad Bhi Rakhtay Hain ……. Meray Ek Buhat Pyaray Aur Naqabal-e-Faramosh Doost Kay Naam Jiss Key Doosti Ka Haq Nah Main Ada Kar Saka Houn Aur Nah Ada Kar Sakoon Ga …………..
Hazar Meel Lambi Musafatain
Woh Tamam Shub
Key Batain
Woh Hamari Sitaroon
Main Mulaqatain
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Woh Meray Mazi Key
Har Talkh Yaad Ko Mita Daian
Mujhay Zindagi Key
anab Bula Laina
Tera Mujh Ko Sameet Laina
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Main Chand Ka Tamanai
Bananana Naheen Chahta
]Main Khawab Ko Haqeeqat
Bananan Naheen Chahta
Keon Kah Chand Aur Khawab Ko
Hum Sirf Daikh Saktay Hain
Paa Naheen Saktay
Leekan Meray Caring Doost
Main Teri Chahat Ko!!!
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Keon Kah Chand Aur Khawab Ko Hum Sirf Daikh Saktay Hain<O:p Paa Naheen Saktay
bohat hoob sannan bhai.......bohat achi poem share ki aap nae....
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
haye!!!!!!!!!! ik lambi c saans ko bahr phenka hi
kiya kehte hein janab
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
acha kaha
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
MG : Yeh Meri Ek Taveel Arsay Kay Baad Doosri Taveel Nazam Hay......
Ik Larki : Sach Kaha
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
thanks for sharing.:halo:
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Sannan Jigar...Khushbash,
Nazm Tumhari Sachhi Aur Achhi Hai..... **
**Magar Yeh >>>CARING DOST>>> ki jagha kuch Aur Lao,
Darwesh.
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
nice one sannan thanks 4 sharing
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Thanks *Shahana *& *Nikamin Jano *...
Darvesh Doosta : Yeh Caring Doost To Meray Liye Sari Nazam Key Jaan Hay ... Iss Jagah Par Ghamkhawar Zyada Acha Lagay Kah ......... leekn jaisa kah main nay kaha jo kuch main sochta ho likh marta houn aur my every poem has a story behind and Yah Sirf mery uss doost kay naam ho Jo Caring Hey ...........
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Jigar Sannan...Khushbash,
Aap Kahte Hain To Phir Theek Hi Kahte Honge !
Woh CARING DOST Mubarak Ho.
Darwesh !
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Doosta mujhay kuch sochnay do ......... Daikhta hoon konsa aisa lafz hay jo iss lafz ko ujagar kar kay rakhay ...... u can also suggest some nice word for it yaar ..............
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Darvesh G I have made one change and hope now it will be good ..... Moderator can u change my existing Thread with This Pis as i tried to cahgen the attachment but couldn't succeded ..............
Hazar Meel
Lambi Musafatain
Woh Tamam Shub
Key Batain
Woh Hamari Sitaroon
Main Mulaqatain
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Woh Meray Mazi Key
Har Talkh Yaad Ko Mita Daian
Mujhay Zindagi Key
Janab Bula Laina
Tera Mujh Ko Sameet Laina
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Main Chand Ka Tamanai
Bananana Naheen Chahta
Main Khawab Ko Haqeeqat
Bananan Naheen Chahta
Keon Kah Chand Aur Khawab Ko
Hum Sirf Daikh Saktay Hain
Paa Naheen Saktay
Leekan Aay Meray Maseeha
Main Tujh Ko Aur Teri Maseehai Ko!!!!!
Hameesha Yaad Rakhoon Ga
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
^^nice change…:k:
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Thanks MG ...... and congrats u to for completing 500 posts
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
I normally time to time check intikhab but first time i checked this forum and found yours poetry here as well ...... in intikhab you have posted a lot of nice graphics but i'm astonished that u do ur own poetry as well .............. Beinga a student of graphic i like these kind of things a lot ... Especially with this pic there is no need to write poetry as its saying as its own ......
anyway combination of pics and poetry is very nice ... i think u use coral draw ?
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
wah wah wah ji wah...bahut khoob TIFL E MAKTAB jeee
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Rabia G : Ek Mudat Kay Baad Ek Lambi Nazam Likhnay Key Jasarat Kar baitha aur pata naheen kia kia likh mara … Bus aap jaisay Tajaraba Kar loogoon Key Hosla Afzai sath rahi to kabhi acha bhi likh lain gay … ![]()
**Maha G : **Thanks for liking my stuff. So u r student of graphic … So thats why have some know how abt background & colors
Actually i use Inpage and Adboe … yes i use coral draw some months back but now i like Adobe ..me too still learning … in the begining my work on adbobe was very poor but now i think it is little bit better but not perfect …
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Buhut khub.. :k:
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Keon Kah Chand Aur Khawab Ko
Hum Sirf Daikh Saktay Hain<O:p
Paa Naheen Saktay
Akhir kion![]()
Re: ~~Hamaisha Yaad Rakhoun Ga ~~
Thanks Prince G ....
GN Baji Iss Akhar Keon Key Wajah Say to Hum Nay Toti Photi She'r shuru kardi hay .... to iss keon ka jawab yehi hay ........