hamain to loot lia

mil kay hosan walon nain :blush:

any one have the one by ali muhammad taji with master Ayyaz Ali

infact any of thier songs will be greatly appreciated… sadly in uk i have only been able to find the cassettes and no cd :mad:

ayay hayay :p

lutne pe mubarak ho waleedooo :p

LOL nahin je asa koi masla nahin its jus that i heard this song years ago when i was 11/12 :blush:

Waleed, here is it. It took me a while for converting, an anlogue audio cassette to mp3. Filtering the noise to carrier ratio was again a challenge, but let see how its sounds? and if you are nt sastified with the quality let me know. I will try something like sound generator.

Well mean refresh your teenage. I hope you will like it.

17595.Hume to Loot Liya

Regards.

YKKB.

:blush:

zabardast :k:

YKKB thanks for sharing :k:

waleed koi haal nai :smack2:

humein to lot lya mil kay husn walon nay
kalay kalay balon nay..goray goray galon nay..

nazr mayn shokhyan...aur bachpana shararat mayn
adayen dekh kur phans gaye hum mohabat mayn

hum apni jaan say ajenga jin ki ulfat mayn
yaqeen hay keh na ayengay wohi mayyat mayn

khuda sawal karayga agar qaayamat mayn
toh hum bhi kehdayngay...hum to lut gaye sharafat mayn

waheen waheen pay qayamat ho woh jidher jayen
jhuki jhuki huie nazron say kam karjayen

tarapta chor dayn rastay mayn aur guzer jayen
sitam to yeh hay keh dil lay layn aur muker jayen

samajh mayn kuch nahin aata keh hum kidher jayen
yehi irada hay keh hum to marjayen

wafa kay naam pay mara hay bewfaon nay
keh dam bhi hum ko na laynay dya jafaon nay

khuda bhula diya in husn kay khudaon nay
mita kay chor dya ishq ki khataon nay

urra raha kabhi zulf ki hawaon mayn
khayal-e-naaz nay lota...kabhi adaon nay

hazaron lut gaye nazron kay aik ihsaray par
harazron beh gaye toofan ban kay gharay par

na inn kay wadon ka kuch theek hay na baton ka
fasana hota hay inn ka hazar raton ka

bohat haseen hay waysay toh bhola pann inn ka
bhara hua hay magr zeher say badn inn ka

yeh jis ko katlayn woh paani pee nahin sakta
dawa to kya hay dua say bhi jee nahin sakta

inheen kay maray huay hum bhi hayn zamanay mayn
hayn char lafz mohabat kay iss fasanay mayn

zamana in ko samajhta hay nayek aur masoom
magar yeh kaysay hayn kya hayn kisi ko hay kya maloom

inhayn na teer na talwar ki zaroorat hay
shikar karnay ko kafi nigah-e-ulfat hay

haseen chal say dil payemaal kartay hayn
nazr say kartay han..batayn kamal kartay hayn

hur aik baat mayn matlab hazar kartay hayn
yeh seedhay sadhay baray hoshyar hotay hayn

khuda bachaye haseenon ki tayez chalon say
parray kisi ka bhi na pala husn walon say

husn walon mayn mohabbat ki kami hoti hay
chahnay wlaon ki taqdeer buri hoti hay

unn ki baton mayn banawat hi banawat dekhi
sharm ankhon mayn nigahon mayn lagaawat dekhi

ag pehlay to mohabbat ki laga laytay hayn
apnay rukhsar ka dewana bana daytay

dosti karkay phir anjan nazar atay hayn
sach to yeh hay keh beyman nazr atay hayn

maut say kam nahin dunya mayn mohabat in ki
zindagi hoti hay barbad badaulat inn ki

din baharon mayn guzar tay hayn magar mar mar kay
lut gaye hum to haseenon par bharosa kar kay

humein to lot lya mil kay husn walon nay
kalay kalay balon nay..goray goray galon nay........

^^ oh hooo DT khaireeyat to hae na? :D

irem main bhi yehi soching, ahem ahem waleed and DT sab theek thaak? :hehe: