Hamain Muhabbat Hai Tum Se Pagliii.. Abb Aur Kaisay Bataayein Tum Ko?

Bus Ek Maafi, Humaari Toba, Kabhi Jo Aisay Sataayein Tum Ko,Lo Haath Joray, Lo Kaan Pakhray, Abb Aur Kaisay Manaayein Tum Ko?Jo Such Kahain Tho,Tumhain Tho Ghussay Ne Aur Dilkash Bana Diya Hai,Humaray Munn Ko Tho Soojhta Hai Abb Aur Ghussa Dilaayein Tum Ko,Tho Kiya Tum Abb Tak,Hamaari Nazron Ke Sub Taqaazon Se Bay-Khabar Ho?Hamain Muhabbat Hai Tum Se Pagliii.. Abb Aur Kaisay Bataayein Tum Ko?Bataaya Tum Ko Bichartay Lamhay Labon Ki Larzish Ka Kiya Sabab Tha?Sunna Tha Waqt-e-Qabooliyat Hai ,So De Rahay Thay Duaayein Tum ko..

Re: Hamain Muhabbat Hai Tum Se Pagliii.. Abb Aur Kaisay Bataayein Tum Ko?

boht khob KR :lajawab: