Hamaara mas'ala...!

**Hamaara mas’ala yeh hay…

K hum sab mil ker rehtay hai’n…

Mager kuch is tarah k…

Dusro’n say mil ker bhi hum mil nahee’n paatay…

K laugo’n k samander may…

Hum apnay doobnay k khauf say…

Baaher nahee’n aatay…

Hamaara masla yeh hay…

K hum khuwaahish to kertay hai’n…

Mager yeh dil may reh ker…

Dil may hi dam torr daiti hay…

Hamaaray dil k qabristaan may…

Aik aur kutba chorr daiti hay…!!***

Re: Hamaara mas’ala…!

Hamaara masla yeh hai
Keh hum khwaahish to kerte hain
Mager yeh dil mein reh kar
Dil mein hi dam torh deti hai…

Wah.. Bohat Khoob Miss MD..:lajawab:

Re: Hamaara mas’ala…!

Bahut umdaah MISS MD …:k:

Re: Hamaara mas'ala...!

thanks Aryaan and Amarbail