**ham is qisam ki muaasharay mai parwaaan cherai hai jaha mushaadaeee ki pooja hoo rahe ..sirf assar nahi hai …Maada parastee hai mada pasandee nahi hai ..mada parastee hai …ham loog bilkul edge pee hai …udhar alam be koi nahi…suhbat be koi nahi ..deen ka mahoool be koi nahi …
ham us aawarah pani ki tarah hai jis koo kinahrooon ki pahbandee naseeeeeeeeeb nahi ham us kate patang ki tarah hai joo kese hai hath mai nahee hai pata nahi kahaan ja ka uljah geee …
maan baap ki safqqat itne hai ka bachay earning kernee walai hoo gie par iss life ka maqsad be kush hoonah chahiyah …Akhrat be kese cheese ka naam hai ..Akhrat aik zindagee ka naaaaaam hai …:)…koi parents be bachoo ka naseeeb nahi banah saktai at least itnah to kernah chaiyah …woo tareeqa zindagee zaroor sekah dee jis pe chal ka woo duniyah or akhrat mai kahmiyaaaaab hoooo jie …
Allah ham sab koo deen ki samaj aata farmie … Ameeen