ham pe sitam karnay ko zamana nikla.

Re: ham pe sitam karnay ko zamana nikla.

bilkul bajaa farmaayaa aap ne…yaqeenan, lafz-e-‘shinaasaaN’ ruswa-e-zamaana hai.

ek lafz ham Pakistan meN har koii boltaa hai jo isii lafz ke root word se banaa hai…aur, vo lafz hai…shinaaKhtii…as in ShinaaKhtii Card…vaise, afsos k ab angrezii kaa lafz kaa muKhaffaf ‘ID’ ziyaada maqbooliyat paa chukaa hai.