kis kis nay khani hai haleem aur kis kis ko pakanay aati hai haleem ?
Re: Haleemmmmmmm
haleeemm. ..
yummy
lakin mujha pakani nahi aati :(
Re: Haleemmmmmmm
khani hai to aajao .. Lets go to karachi Haleem:clown:
Re: Haleemmmmmmm
i want haleeem toooooooooooooooo,
and i sort of can make it …
but 2 much effort…
.
not fair now i’m gonna be wanting haleeem all day now:(
Re: Haleemmmmmmm
main nay khaee bhee hay..or mujhay pakanee bhee atee hay..![]()
lekin itnee zor say haleem kioon yaad aa rahee hay aap ko..??![]()
Re: Haleemmmmmmm
ji nahi koi nahi ja raha karachi haleem humare ghar paki hoi hai aur hum nay khud banai hai ![]()
Re: Haleemmmmmmm
yaad tu nahi aa rahi main tu aap ko dawat day raha hon haleem kahany ki ![]()
Re: Haleemmmmmmm
thanku…![]()
mujhay leemoon kay saath achee lagtee hay
Re: Haleemmmmmmm
^what about sirka :p ?
Re: Haleemmmmmmm
^ woh bhee theek hay
Re: Haleemmmmmmm
arey tu mangwa lain market say
but market wali ahleem aur ghar ki haleem main bahut farq hota hi
Re: Haleemmmmmmm
waise lahore walon ko tu haleem banani nahi aati aap ko kaise aati hai ?
Re: Haleemmmmmmm
^ yeh kiss nay keh diya ap ko..lahore waloon ko hee to aatee hay..:nahnah:
Re: Haleemmmmmmm
Lhaoriyon ko na daal chawal aata hai
na haleem
na biryani
Re: Haleemmmmmmm
chalo is dafa basant par hum aaingay to aap ki haleem bhi taste karlaingay ![]()
Re: Haleemmmmmmm
^Karachi walon ko to siwayay mirchain khanay kay kuch nahen aata…:nahnah:
Re: Haleemmmmmmm
haan haan zaroor ..saath main apnee neck belt bhee laytay aana dorain bohat nazar aa rahee hain mujhay bahar ![]()
Re: Haleemmmmmmm
hyy Haleem... :-(
maar daalaa...
Re: Haleemmmmmmm
lolzz BB mare lahore wale friends bhi yeh he kahtay hain ![]()
Re: Haleemmmmmmm
Maira dialogue mujhi ko …
sahee baat hai ![]()