Re: Haleem
Jab haleem pak jai to mujhe utha dena ![]()
Re: Haleem
Jab haleem pak jai to mujhe utha dena ![]()
Re: Haleem
hamnai salgiraah pur cake ka tu suna tha, ye haleeem ka pehle dafa sunn rhai hain!! wesse nayaa zamana nayai riwaaaj!
Re: Haleem
mein bhi aap key tarah soochti theen jub chotee theen…:hinna:
ab mein bohot shuaq sey khaati hoon…![]()
Re: Haleem
nahee .. meray paas aisa jawab hai.. par ban hona paray gaa uskeh baad ![]()
bachat ho gayee teri to Kaunooo ![]()
Re: Haleem
BM main
bhi ho saktee hoon pata hai kuch?![]()
kaun haan yeh bhi koi khanay ki cheez hai
magar jagah par sirf haleem ho aur kuch na ho tou phir khana parta hai..bhookay pait ghar aanay sey acha hai thori see khaa lia jai ![]()
aur tum kahan sey dhamak paray achanak? ![]()
Baltiwala yeh koi restaurant ya dhaba nahi hai jo aap nay ek order day dia ![]()
CG kaisa jawab hai? mujhay batai..main tou chahtee hoon aap ban hojain ![]()
Re: Haleem
tum
ho jao na, maiN mana loNga.
kar ke ![]()
PS: maiN CG se pitnay wala hooN soon. ![]()