Halat Keh Rahy Hain.............

**

Halat Keh Rahy Hain Ab Wo Na Aain Gy,:frowning:

Umeed Keh Rahi Hy Zara Intezar kar…!!!:slight_smile:
**

Re: Halat Keh Rahy Hain…

Yehi halaat tu humarey mulk ke bhi Hu rahey hain :frowning:

Re: Halat Keh Rahy Hain…

Hoping against hope works sometimes

Re: Halat Keh Rahy Hain…

nujhe yeh naGhma yaad aa gayaa:**

vo na aayenge palaT ke, unheN laakh ham bulaayeN
merii HasratoN se kah do yeh Khowaab bhool jaayeN** :slight_smile:

Re: Halat Keh Rahy Hain…

kar bhai kar…intazar kar…

qayamat ka din aa gaya rafta rafta
mulaqaat ka din badaltay badaltay

Re: Halat Keh Rahy Hain…

wait wait or wait

Re: Halat Keh Rahy Hain…

Kabhi kabhi intezar acha hota hai…aur kabhi nahi.