Halaal Nailpolish

Re: Halaal Nailpolish

soory pink ge aap ko jawab deni main thori deer huwai aap ki mehrbani ke aap hadees quote kar dain jis main nail polish ka zikar ho ya nails ko paint karny ka zikar ho to main INSHALLAH jawab main zaroor dalaial sy wazah kar doon ge aap ko ke naial polish ka islama main koi maqam nahin

shukriya