meherban qadardan aap ka apna hakeem sparkiee barso ki mehnat or tajurbay k baaad ab laya hai ap k leyeah masail or un k hal.. rotay howay aiyeah or hastay howay jaiyeah jee haan…
chahay malaria ho ya loveria.. ishq may nakami.. ya karobar may nuqsan.. sas ho laraka ya shoher ho na farman.. zehen may ho kashmakash.. ya ho koe sawal.. murghe pehlay ae ya anda aiyeah or janiyeah sachai..
HAL SIRF EK NAAM SIRF EK.. HAKEEM SPARKIEE
NAAM HI KAFI HAI
bhai sahab mujhe lag raha hai aap ko bhi koe masla hai aap bay fiqer hokay apni taqleef bata saktay ho gher ki bat gher may hi rahaygi :p..
kahiyeah aap k zehen may kuch kashmakash hai koe masla koe uljan jis ki mein suljhan de saku :d
bhai sahab mujhe lag raha hai aap ko bhi koe masla hai aap bay fiqer hokay apni taqleef bata saktay ho gher ki bat gher may hi rahaygi :p..
kahiyeah aap k zehen may kuch kashmakash hai koe masla koe uljan jis ki mein suljhan de saku :d
Hakeem sahab,bari mushkil main huun,Khaana khaane ke baad mujhe bhook nahiin lagti-Kya karoon?
salam.. behna/bhai aap ka masla intihai paychida hai.. taza research kehti hai k aids k bad jo sub say khaternaak bemari hai woh hai qabz.. or us k baad khanay k bad bhook ka na lagna..
aap rozana dheelay dhalay kapray maslan mercury k banyan or underwear pehen k mohallay k 4 chakkar lagai hazma behter hoga or rozana raat sonay k bad majoon-e-demagiyat 2 chamchay neem garam pani k sath lay lay or yad rahay pani need thanda na ho :d
lahol wala qu wat.. gustakh mein hakeem hu don nai jo supari ban jaon..
hamaray samnay to baray baray pir, faqeeer hogae.. hum hum hai hamari jaib may bomb hai .. hum sirf hakeem hi hamaray taluqat jinnat taq bhi hai.. baray baray jino kay bawaseer or qabz or ko tora hai hum nay..