**
Kitnay nadaan thay hum
Humein yeh ab maloom huwa
Teri har baat ka najaane kyon
Dil ne bila-jhijhak aitbaar kiya
Kya khabar thee ke tu ek dikhawa thaa
Roz naye bahaanay bana kar
Tu ne hamare dil ko barbaad kiya
Ab na humein tum se koi shikwa hai na shikayat
Hairat hai tu apne is dil per hai
Kaise is dil ne tera aitbaar kiya …
**
Kitnay nadaan thay hum
Humein yeh ab maloom huwa
Teri har baat ka najaane kyon
Dil ne bila-jhijhak aitbaar kiya
Kya khabar thee ke tu ek dikhawa thaa
Roz naye bahaanay bana kar
Tu ne hamare dil ko barbaad kiya
Ab na humein tum se koi shikwa hai na shikayat
Hairat hai tu apne is dil per hai
Kaise is dil ne tera aitbaar kiya ...