Haiey Allah hum kahan jaieN *bummer*

itni intekellechualizm ki kami :hayaa:
duniyawi maloomat taqreeban sifar kay barabar :frowning:
na siyaasiyaat ka koi tajarba - na bahami dilchaspi kay amoor ki shudh budh :crying:

Cafe say bahar jatay hain idhar udhar matar gasht karnay
tu apni bayizzati kharab karwa kay wapis aa jatay hain :teary1:

ab hum cafe main hi rahaiN gay :lb:
hamaray saath flooding karoo :phati:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

kidher baisti ho gaye aapki??? :(

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

yeh poochoo kahan kahan nahi hui :(

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

Acha bhai kahan kahan nahi howi?

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

ab kya howa:(

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

:crying:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

aik tu hamari dumm masha Allah say itni lambi aur khoobsorat hay
joo daikhta hay fooran uss par apna paon rakh daita hay :naraz:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

kia hooa? couldnt read the first post so pls tell me the khulasa :chai:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

^ mujhay tu pehlay hi shak tha
tum likhi paRhi nahi ho :hoonh:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

^ ji haan aap meri PHD ki degree lay ke bhaag jo gaey thay :naraz:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

Was that someone who was puppy and now grown up (whatever the word for the grownup puppy is) who did bay izzati of you :chai:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

uncle ham bhi aap ke saath hian:bummer:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

dehan se post karo may be ur partners is looking :cb:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

woo tu kuch bhi nahi hay :bummer:
iss say bhi baRi baRi WaaTT lagi hay :crying:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

Phiraa Hua Dimagh :barbie:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

kahaan lagi uncle abhi ham un ko bijli ka waat lagwate ahin :emmy: taa ke eik hi jhatkay mein sab khatam

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

Bhaaaand unckeeel jee,
kia ho gaya hai aap ko.
ab tuk tu aap ko used to ho jaana chahyie tha na :bummer:
yea tu rauz rauz ki baat hai. happens to me too :naak:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

jo kehta hai wohi hota hai :barbie:

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

Wahi baat jithay di Khooti uthay .......................

Re: Haiey Allah hum kahan jaieN bummer

oye :smilestar:
I am very gender conscious :barbie: