Re: Habib Jalib
mera azeem baaghi...ham sab ka habib jalib...aaj ham logon ko qadar ayi hai un hastion ki jo hamari khatir larti raheen...aaj ham leadership crisis mein hain...ALLAH hamray pakistan ko salamat rakhay...ham bohot kuch karna chahtay hain lekin be basi hai...