muddii
April 4, 2009, 4:48am
1
Farangii Ka Ju Main Darbaan Hoota
Tu Jeena Kis Qadar Asaan Houta
Mairay Bachay Bhee Amreeka Main Parhatay
Main Her Garmi Main Englastan Houta
Mairee English Baala Key Chust Houtii
Baala Say Ju Na Urdu Daan Houta
Jhuka Kay Sir Ku Hu Jaat Ju “Sir” Main
Tu Leader Bhee Azeem us Shaan Houta
Zameenain Mairee Her Soubay Main Houtii
Main Wallah Sadar-e-Pakistan Houta
Re: Habib Jalib
Wah wah
Jalib aik azeem aadmi tha
Re: Habib Jalib
gr8 sharing muddi jee :k:
Re: Habib Jalib
mera azeem baaghi...ham sab ka habib jalib...aaj ham logon ko qadar ayi hai un hastion ki jo hamari khatir larti raheen...aaj ham leadership crisis mein hain...ALLAH hamray pakistan ko salamat rakhay...ham bohot kuch karna chahtay hain lekin be basi hai...
_Jeena
April 5, 2009, 5:53pm
7
Farangii Ka Ju Main Darbaan Hoota
Tu **Jeena **Kis Qadar Asaan Houta
Mairay Bachay Bhee Amreeka Main Parhatay
Main Her Garmi Main Englastan Houta
Mairee English Baala Key Chust Houtii
Baala Say Ju Na Urdu Daan Houta
Jhuka Kay Sir Ku Hu Jaat Ju "Sir" Main
Tu Leader Bhee Azeem us Shaan Houta
Zameenain Mairee Her Soubay Main Houtii
Main Wallah Sadar-e-Pakistan Houta
Salaams,
Nice, thanks.
muddii
April 6, 2009, 5:12am
9
Wah wah
Jalib aik azeem aadmi tha
:)
muddii
April 6, 2009, 5:17am
12
Thank u Saqi, actually I am looking for the poem “Main Quiad-e-Awam Hun” by Habib Jalib but haven’t been able to find the same as yet:) It goes like
Main Quiad-e-Awam Hun
Main Kitna Naik Naam Hun
Main Kha Giya Bangal Ku
Daikhu Mairay Aamal Ku
Main Pisar-e-Shahnawaz Hun
Main Pidar-e-Banzeer Hun
Ect. Ect.
muddii
April 6, 2009, 5:19am
13
Salaams,
Nice, thanks.
Wasalam:) n welcome:) Alam-eArwah Main **Jeena * *Shayed Asaan Hu Alam-e- Duniya Main Tu Hanooz Dilli Dour Ast:)