Haaye

***Na thay bahaar-e-chaman hum magar ye sunte haiN Humare baad guloN maiN shuguftagi kam hai***

Karrwa kia baat hay teri :k:

Aap ki nazar … Arz kia hay.

Hum say mat pooch, khushbu say judaii kay azaab
Chain gaii teray honton ki nammi, murjha gay hain gulab


Her shaam chalay atay hain gosha e tanhaii main
Raqss kartay khayal teray, Meray ttott’tay bantay khwab.

(Adab Arz)


p.s
khayal guzra … aap ke Ahem Ahem … sarson kay khait main baitt kar makaii ki rotay chabatay howay jab aap ka shair sunay ga to kia sochay ga :smiley: … tu yeh chand shair zehin main aay jo aap ki nazar tartay hain.

LOL@karwa

[QUOTE]
*Originally posted by Shab-e-Hijar: *
LOL@karwa
[/QUOTE]

Abay chup ... :)

:k:

Hahaha

achay sher hain :slight_smile:

ahem ahem is here already :wink:

beautiful:k:

:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Farwa: *

Hahaha

achay sher hain :-)

ahem ahem is here already ;-)
[/QUOTE]

humm chalain jee achi baat hay par bandh kay rakhain ... kahain hanss ki chal na chal parray :D