… aur Kiraya bhi nahi daitay! :hinna:
Kiya kareiN aisay loguN ka?
Aap rent wasool kartey haiN?
Share with us..
… aur Kiraya bhi nahi daitay! :hinna:
Kiya kareiN aisay loguN ka?
Aap rent wasool kartey haiN?
Share with us..
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
LOLLLLLLLLLLLLLLL
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Tumhari hansi say lag raha hay kay tum un maiN say ho jo, bila kiraya rehtay haiN.
Warna esay na hanstay...
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
um uh no, keraya not keraya? i lost the keys:(
HAHA ew jk
um uh no, keraya not keraya?** i lost the keys**:(
Mujay lagta hay Maalik Makaan (ya Maalik Dil) nay tang aa kay Locks hi change karwa diye haiN.
Ab poorani keys say naheiN khulnay waaley...
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Aik itni tang jaga per rakhte ho, ooper se karaya demand kerte ho. Wah bhai wah, kya zamana a gya he.
Aik itni tang jaga per rakhte ho, ooper se karaya demand kerte ho. Wah bhai wah, kya zamana a gya he.
Chalo thora Karaya day do jaga tang hay to.
Kuch to do, daal roti to chalay.
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Karaya managna tha to hum be ghar musafiron ko dil men jaga kyon di thi? Agar dal roti ke pese hote to koi bara bungalow na le lete hum?
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo…
Lo yay achi baat hay.
JahaaN thori jaga khaali dheki mehmaan ban kay ghuss aaye.
Maalik -e- Dil becharay no to aap ko karaya daar samajh kay jagah di thee. Ab kiya pata tha kay Karaya wasool karney ki bajaye, inko to daal roti bhi khilaana parey gi :hinna:
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Musafir logon ka koi mustaqil thikana nahin hota bhai. Vese bhi hamaray khayalat vaqt ke saath tabdil nahi ho sake, budQismati se. Hum hamesha isi ghalat fehmi men mubtala rahe ke dil men rakhne ka koi karaya nahi hota. Per haqeeqat is ke ber aks nikli.
Chalte he bhai is makan se hum. Hamara saman bech ker apna karaya pora ker lena.
Arey konsa samaaN? Wo Paani aur Bijli kay bill, jo aap peechay chor gaye haiN ![]()
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Danday wala aap bhi rent lena husur ker dein yeh na ho jaldi bankrupt ho jain :@:
Tu Aap apnay Dil per aik pehraydar laga do ji…baghair ijazat koi Na Mahram under nahin aiy ga!..![]()
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
ketne bende heyn :ASA:
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo…
kraya kidhar koi meethi si muskan tak nahin deta
zaalim log ![]()
Ab kaisay nikalwaeiN Karaya un say? Jab Karaya lainay jaatey haiN yay wo aisi shakal banatey haiN kay wahaN lainay ki bajaye daina hi par jaata hay, :hinna:
Janab aap ka mashwara to bohat acha hay, lekin wo pehray daar ko tankha bhi to daina parey gi na, agar wo karaye say ziada hoi to ![]()
Kitnay bantay haiN? yehi koi 5, 6 hazaar.
Aap kay karaye par bhi koi saanp ban kay baita hay? ![]()
unhoon nay bhe yehi kaha tha
![]()
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
Danday wala aap kiraya kis ko kehtay ho???
KinhooN nay janab -e -wala?
Hazoor Kiraya, Karaya, Keraya… jo bhi naam daye laiN aap.
Re: Haaye hamarey Dil maiN rehtay haiN wo...
rent dena zaroori hai ? :D