Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^ hahahahahahahahha

mera damagh ghoom gaya hay her post main ik naya naaam ..pata nahi kia cheez hay : (

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta???

that’s why I am sticking around with the name that is used at the sea level :smack:

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^ app nay apanay jahaiz main rakhna hay kia yeh : P jo itnee tehqeqaat ker rahay hain

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^-- yeh abhi bay-'bay-gam' hain,
in ki honay wali bari bi khud hi apna saaz-o-samaan bamay hathiyaar-o-auzaar... lay kar ajaingi aur phir AQ ka sar aur hawan dasta aik jaisay rang kay hojaingay...aksar!

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^jhaiz ik laanat hay ..

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^-- bivian apnay majzai khuda ko lanatain q daiti hain ?

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^majazi khuda itnee mardaangee dikhain or jhaiz lainay say inkaar ker dain

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^-- Lanatain dainay wali bivian khud hi itni himmat dikhain kay aisay mardon ko lanat aur apna aap hi na dain!

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^ shadi kay faislay main iktyaar hamaray muashray main mard kay paas zyada or awrat k paas kam hay

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^-- Larki kay walid aur bhai bhi to mard hain, wohi himmat dikha dain thori si...

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

Topic of discussion: haawan dasta

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^tashreehat main aksar mozooo say kharijee mabahis ajaate hain chai

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

haawan dasta leading to laanat of jahez... hahaha

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

Hawan dasta aik khof-nose hathyaar hay :s

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta???

^ dont bee hahaha …sanjeedge ko malhoos-e-khater rakhain

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

How to laugh ? jab sangeedgi ka dora para ho ?

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

^ apnay AQ say poochain

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????


Lahola wala quwat bha'ee...

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

apnay = meray (bhi) :-p

Re: Haawan Dasta - Imaam Dasta?????

mere qalam main koi aysee bat nahi thee jo app ka lahol perhna perhtay ..kia app ATA k dost nahi ? or kia dost Apnay nahi hotay ?

ATA > app ko danda khana hay ya bailan ?