Haathi ka bacha

I was watching National geographic and they were showing delivery of a baby elephant.

they told ke baby elephant weighs about 120 kg :sheyn:

mujh se thora sa ziada :blush:

Mera dil kar raha tha usko japhi dal ke paapi karloon :sara:

Aap logon ne kin kin janwaron ki yom pedaish waley din pedaish dekhi hia ?

Means which animals have you seen giving birth ?

Re: Haathi ka bacha

Discovery channelper taqreeban her janwar ki :chai:
Haqqeqat main choza andy sy pyda hota dykha hy so cute:kiss:

Re: Haathi ka bacha

waqayee ? haye kya scene hoga na :jano:

Meri masoom ankhon ne bhi sab kuch tv pe hi dekah hai, reality main nahi :vivo:

Re: Haathi ka bacha

snakes...

Re: Haathi ka bacha

**
^dangar doctor ban jaty tu aj yeh hasrat na hoti:(**

Re: Haathi ka bacha

:omg:^^

Riaz Gujjar ke ghar paida hojata tu aap is tarha mera fun fly na karteen :bummer:

NaTalia - tum sapairan ho kia :aq:

Re: Haathi ka bacha

^^:hehe:

Re: Haathi ka bacha

:chai:

Re: Haathi ka bacha

OOpsssssssss
false alarm :blush:

I though this was a thread about a guppy :smack: