haathi aur shaer

aik din shaer bary roab kay saath jangal kay jaanwaron ko rok rok kar pooch raha tha kay “jangal ka baadshah koun hai”… sub jaanwar aajazi say kehtay kay “baadshah salamat aap hi jangal kay baadshah hain”

haathi uss waqt sou raha tha… sheir nain jaa kar usay panja mara aur bary roab say poocha kay bataao jangal ka baadshah koun hai… haathi nain uth kar shaer ko soond main lapaita aur door phaink diya

shaer uth kay langraata hova wapis haathi kay paas aa ker kehta hai: “haathi sahib agar aap ko jawab nahin maloom to iss main ghussay honay wali kaya baat hai”

Re: haathi aur shaer

lol

Re: haathi aur shaer

uff,shaer is so intelligent

:D

Re: haathi aur shaer

:D