*
titliyoon ko be-chaini aa basi hai pa-oun mein
aik pal ko cha-oun mein aur phir hawa-oun mein
ab tu tooti kashti bhee aag se bachatay hain
haan kabhi tha naam apna bakht aazma-oun mein
abr ki tarah hai wo youn na choo sakoon lekin
haath jub bhee pehla-y aagaya dua-oun mein
sirf is takabar mein us ne mujh ko jeeta hai
ziQr na ho uska kul ko naarsa-oun mein
ab tu hijr k dukh mein sarii umer chalna hai
pehle kia panahein theen mehrba-n chata-oun mein*
thanks for liking koyaliiiiiii :)
Amal
4
Re: haath jub bhee pehla-y aagaya dua-oun mein
Nice selection HeArT HaCKeR:k:…thanx for sharing with us:)
Re: Re: haath jub bhee pehla-y aagaya dua-oun mein
thanks for liking Amal bhai

Pramod
10
abr ki tarah hai wo youn na choo sakoon lekin
haath jub bhee pehla-y aagaya dua-oun mein
wah kya sher hai....
thanks for sharing this beautiful ghazal...** HeArT HaCKeR sahiba **.