tum din kay ujalay meen aaftab kay samnay aazad ho
tum chand taroon kay samnay bee aazad ho
tum vahan bee aazad ho
jahan aaftab hay na aaftab kee roshnee
na chand hay our na sitaray
balqay tum kaainat kee taraf say aankheen
moond lenay kay badd bee aazad ho
leken..tum gulam ho
us shakhs kay samnay
jis say tum muhabbat kartay ho
is liay kay tum us say muhabbat kartay ho
our tum gulam ho
us shakhs kay samnay
jo tum say muhabbat karta hay
is liay kay ussay tum say muhabbat hay
*
Nice …:k: