haan ik zarb aur....

ik zarb aur ay zindagi e taesha ba’dast
ke saans lenay ki sakt abhi meri jaan mein hei

sigh

nice one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Main samjha meri ghuttan mittaney aya tha
wo jhonka tu diya bhujaney aya tha


Irfan Ismail

[quote]
Originally posted by NaikLarki:
**ik zarb aur ay zindagi e taesha ba'dast
ke saans lenay ki sakt abhi meri jaan mein hei

sigh**
[/quote]

khizaaN rakhaY ghi darakhtooN ko be-samaR kab taak
guzaR he jaieY ghi ye rut be hosla rakhNa


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Zabardast !

Haal us ka tere chehray pe likha lagta hai
Woh chup chaap khara hai tera kya lagta hai

Yun tu har cheez salaamat hai meri duniya mein
Ik taa'luq hai jo toota huwa lagta hai

Mein ne socha thaa ke abaad hoon ik shehar mein, 'mein'
Yaan tu har shaks ka andaaz juda lagta hai

Daurtay beet gaee tay na huwi manzil-e-shauq
Ik aalam mere rastay mein para lagta hai

Ay mere jazba-e-dauraan mujh mein kashish hai itni
Jo khata hota hai woh teer bhi aa lagta hai

Jaane konsi pasti mein gira hoon Arif
Suraj bhi is qadar door hai ke diya lagta hai


Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega...!

very nice.


I'm Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )

oo, oo … , main sumgha saans laynay ki sukat khatum ho gai hay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

wasay khabhi daykha nahi kay Naik nay koi aysi chees post ki ho jiss kay saat sigh na ho… Buri baat i think

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Keep smiling