Re: haaN! bas ik yaad-e-bahaaraaN kii kasak hai baaqii…merii ek Ghazal
**Poori ghazal hay bayhud haseen hay… tafseel say comment keroongi lekin pehlay shair main aik lafz hay ****umas aur dosray shair ki akhri line main aik lafz hay **gumak… zara inkay ma’ana bata di jiyee..