::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

MaiN bahut thakaa huaa hooN :crying:

MujhaY bahut zor kee bhook laGi hai :teary1:

Aaj maiN khaanaa naheeN pakaaouN gaa :no:

laikin agar khanaa naheeN pakaaouN gaa tau khaaouN gaa kiyaa :what:

ok whatever :aj: maiN khaanaa pakaanaY jaa raha hooN :snooty:

HaalaaN kaY iss say FarQ tau paRtaa naheeN koi :bummer:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

Kissi ko apnay saath shadi karnay doo naa :blush:
sub maslay hull ho jaieN gay :balley:

:chai:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

^
HaalaaN kaY iss say FarQ tau paRtaa naheeN koi :hmmm:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

:eek: :eek:

:flower1:

:chai:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

^
Thank you for understanding and baal kee khaal kaY baal utaaring :hoonh:

HaalaaN kaY iss say FarQ tau paRtaa naheeN koi :bummer:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

:halo:
:hug:

:chai:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

app koi maid rakh lo na anwar pai...
halankay is say faraq to parta nahee koi.....

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

maiN apnaY kaam khud kartaa hooN :hoonh:

HaalaaN kaY iss say FarQ tau paRtaa naheeN koi :bummer:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

to phir rotay kyoo ho anwar pai...jao pakao or phuto
halankay is say faraq to parta nahee koi....

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

jaa rahaa hooN :aj:

HaalaaN kaY iss say FarQ tau paRtaa naheeN koi :bummer:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

to ub chalay bhi jao na ...wesay pakao gay kia anwar pai... wesay khuch bhi kha lo..
Haalan kay is say faraq to parta nahee koi..

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

Guess I have a exam on monday and I am very lazy to make any DECENT food. So what I made was…i took skillet added rice and lentils and spices and let it cook for half and hr! it was dont in half an hour and then I let it cool down. Then I ate it with italian dressing on top with croutons :smiley: It was goooooooooooooddd and I am stuffed now :rotato:

kiYa kiYa khana parhta hai :teary1:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

kabhi kabhi ferq per jata hay

wen u use sirf excel to phir Ferq saaf zahir hay

Emm > owww mujhay batana tha main tumhain khiayle polaoo send ker daytee ..halankay is say kuch ferq perta nahi

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

Keya pakao ge? :yummy:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

Anwaar, zara idher aa ke mera khana bhi paka do.

Is se mujhay bohot farq parta hai. :clap:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

^app nay keh to diya

halankay is say farq tu perta naheen koi

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

aray parta hai na... ab AQ ko bhi bohot faraq paray ga :D

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

yeh to app kh rahee hain na lakin haqqeqat yehe kehtee hay

halankay is say kuch farq tu perta nahi

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

:aj:
parta hai, parta hai, parta hai

:aj:

Re: ::: HaalaaN kaY iss saY FarQ tau paRtaa naheeN koi :::

chalo ttheek hay perta hay

ik to gusay bohat ata hay sub ko