Haa.N kis ko hai mayassar ye kaam

*** enjoy

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Haa.N kis ko hai mayassar ye kaam kar guzaranaa
Ik baa.Nkpan se jiinaa ik baa.Nkpan se maranaa

Dariyaa kii zindagii par sadqe hazaar jaane
Mujh ko nahii.n gavaaraa saahil kii maut maranaa

Saahil ke lab se puuchho dariyaa ke dil se puuchho
Ik mauj-e-tah-nashii.n kaa muddat ke baad ubharanaa

Jo ziist ko na samajhe jo maut ko na jaane
Jiinaa unhii.n kaa jiinaa maranaa unhii.n kaa maranaa ***

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


“Do what you feel in your heart to be right - for you’ll be criticized
anyway. You’ll be damned if you do, and damned if you don’t.”

[This message has been edited by m_isabah (edited June 14, 2002).]

great one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif

thanks sis

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~

thanx

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m looking back on things i’ve done
I never want to play the same old part
keep u in the dark
Now let me show u the shape of my HeArT

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Nice.


Registered & Officially
--- Pangay Baaz ---

Rude Boyz Rulez

Verry Nice Misbah sahibaa


Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa