H BirthDay ~*~HAKUNA MATATA~*~

Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~

loooooollllllll :smiley: :smiley:

let me tell u a joke…

Qayamat wale din hisaab ho raha tha.. logon ki line lagi hui thi..

Farishte ne pucha tumne kitni shaadiyan kee hein ??

Aadmi bola: 1

usko maaf ker diya gaya ye keh ker ke ye duniya per hi BHUGAT aaya hai :hehe:

Agla aadmi aaya to us se bhi yehi sawal kiya gaya..

wo excitement me bola: Janab mene 4 shaadiyaan ki thein :smiley:

usko Jahanum me daal diya gaya ye keh ker ke Ye Aadmi Aadi Hai Sazayein Bhugatne Ka :omg: