Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
abb person sunaoo gi ager time mila tu bohut acha hai sun ker abb ka mou na ban jaye tu bataye ga ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
abb person sunaoo gi ager time mila tu bohut acha hai sun ker abb ka mou na ban jaye tu bataye ga ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
lol :d
aisa hai kya ? ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
isi liye to kaha hai 2 3 shaadiyan kar lo
cake khaane ki tension to na hogi:chai:
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
![]()
loooollllllllll ![]()
me 1 pe nahi maan raha aap 2-3 ki baat ker rahe hein ![]()
wese aapke irade mujhe khatarnaak hi lag rahe hein… kya kareinge aap future me ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
abhi possible nahi hai werna youtube ka link sned kerti ![]()
Lein sunaye ![]()
happy birhtday to you:party:
tu rahey hamsha issi zoo:p
tu lagey jese koi bander ooooooooooor wese hi kharab teri booo ![]()
medagascar ki hindi version ka song hai ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
ho sakta hai
koi puraani kasam ho k
2 se kam shaadi nahi kareinge hum:faizy:
Kaise khatarnaak:hmmm:
shaadi waadi
hor kiya karna hai:sunnyboy:
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
tauba tauba!! ![]()
log shaadi zindagi asaan bnane ke liye kerte hein naa keh rasmein ya qasmein nibhane ke liye ![]()
khatarnaak hi lagte hein… 2-3 se neche baat hi nahi ker rahe hein aap ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
Haan to
1 se asaan
2 thori aur asaan
3 ziyada asaan
4 asaani hi asaani
woh to sirf Aap k liye
jitne ghar utni biwiyan:wink:
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
loooooollllllll
![]()
let me tell u a joke…
Qayamat wale din hisaab ho raha tha.. logon ki line lagi hui thi..
Farishte ne pucha tumne kitni shaadiyan kee hein ??
Aadmi bola: 1
usko maaf ker diya gaya ye keh ker ke ye duniya per hi BHUGAT aaya hai ![]()
Agla aadmi aaya to us se bhi yehi sawal kiya gaya..
wo excitement me bola: Janab mene 4 shaadiyaan ki thein ![]()
usko Jahanum me daal diya gaya ye keh ker ke Ye Aadmi Aadi Hai Sazayein Bhugatne Ka ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
hunh!! ![]()
1 like to banta tha atleast ![]()
**bowht ee shoday oo qasme **![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
de hi 1 like sakta hoon
lihaaza wohi nahi diya:sadiyah:
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
hunh!! shoday naa hoan te ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
HAppy birthday
barkat wala cake khatam hi nahi huraha hai ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
Nahi aan
tabhi to nahi diya:sadiyah:
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
lol ![]()
abhi leke aata hoon me bhi HARD CREAM Cake ![]()
![]()
ohhh safaid jhoot
![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
shakal tu dikha detey yaqenan kah liya huga ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
nahi abhi nahi khaya.. infact laya hi nahi ![]()
kal launga inshaALLAH and milke khayeinge sab friends ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
app ko chips mil gaye ![]()
allah reham karey cake pey ![]()
Re: H BirthDay ~~HAKUNA MATATA~~
nahi aaj abhi tak chips nahi mile… khud talne pareinge ![]()
wait ker raha hoon ke jab mujhe bhook majboor kare to kitchen me jaa ker tal loon chips ko ![]()
waja ??
me itna to nahi khata
dekha nahi kitna smart hogaya hoon dobara ![]()