Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa'd Bhi

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

goyaa saarii kathaa sun ke bole, “ajii, Raam kaun the aur Seeta kaun thiiN?” :cb:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

wah…bohat khoob

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

Ram chahay Seeta kahay Seeta kahay Ram
in dono k beech main dunia ka kia kaam :smiley:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

Aap to Shair’a nikli :k:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

jhooti tareef buri cheez hoti hay but naturally sub ko achi lagti hay :smiley:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

waah, subHaan Allah…vaise, aapko in baatoN kaa kaise ilm huaa? :hmmm:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

bus G aap jeson k sath jb say join kia :stuck_out_tongue:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

hmmm…ab agar ziyaada soHbat uThaaii to pataa chal jaayegaa k ham kitne ‘paanii’ meN haiN! :slight_smile: ham to vo jiske liye kahaa jaataa hai k:

baglaa maare pankhnaa haath

[baglaa ke maarne se gosht kam aur par ziyaada haath lagte haiN] :cb:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

thanx for general knowledge improvement :lb: :smiley:

but saying bohat mazay ki hay :clap:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

u r welcome… :slight_smile: … hai na maze kii? mauj kareN ab ghar se baahar nikal kar! :slight_smile:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

MaiN Nay Ta’reef kub key :konfused:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

gher say baher nikal ker kiun :halo:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

aap nay me ko sha’era kaha…artist log bohat zaheen hotay hain…main to chah k bhi kuch nai likh sakti…is lye meray lye yeh tareef thi :stuck_out_tongue:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

acha :eek: mairi Galli key nukar par rahnay walla larka sari dewarin kali karta rahta hay koilay say leekan majal hay jo guzashta 4 saal say matric pass kia ho :smack:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

Nice. :k:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

main nay to bohat say DEGREE walon ko bhi jahil dekha hay :cb:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

Jahil kay Liye Un-parh Hona Zaroori Naheen Hay aaj Kal to Parhay LikhooN Nay Un Sub Ko Peechay Choor Dia hay :stuck_out_tongue:

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa'd Bhi

shuker hay yeh to aap ko pata hay :p

Re: Guzray Hoye Taveel Zamanay Kay Baa’d Bhi

Bus Ghalti Ho Gai :sid: